Happy 10-month anniversary, my laddu 💖  

10 mahine ho gaye aur har pal tumhare saath khas raha. Haan, kuch jhagde hue, par pyaar kabhi kam nahi hua.

Tum meri khushi ho, meri shanti, meri safe place. Tumhari muskaan meri duniya roshan karti hai.

Har din tumse aur gehra pyaar hota hai. Main hamesha tumhara rahunga, har khushi aur dukh mein. Tum meri sabse khoobsurat kahani ho, meri jaan. ❤️

Tumhara pyaar,
Satveek Gupta

Happy Anniversary